केवट और राम के भजन (kevat aur ram ke bhajan)

Jab Shri Ram Sita aur  Lakshman van ko ja rahe the tab saryu paar kerne ke liye unko kevat ki madad ki avashyakta thi.

kevat shri ram se kehte hai ki" apke charano ke sparsh se patthar ki Ahilya nari ban gayi, ger apke charan chhune se meri ye naav bhi nari ban gayi to main kaise jeevan yapan karunga!!"

Jab shri ram ne iska upay poocha tab kevat ne kaha ki main pahle apke charan pakharunga(dhounga), tabhi apko apni nouka me baithne dunga. 

Kevat aur Ram ka yahi samvad in bhajno ke roop me prastut kiya gaya hai.


7) मेरी छोटी सी है नाव, तेरे जादू भरे पाव 
    meri choti si hai naav tere jadu bhare paav  click here

(6)  कभी कभी भगवान को भक्तो से काम पड़े
     Kabhi kabhi bhagwan ko bhakto se kaam pade  click here 

(5)  गंगा के खड़े किनारे, भगवान माँग रहे नईया
       ganga ke khade kinare, bhagwan maang rahe naiya  click here

(4) सुन मेरे केवट भैया, इधर ला नैया, हमें वन जाना है
       sun mere kevat bhaiya, idhar la naiya  click here

(3) श्री राम आपके चरणो को, बिन धोए न पार लगाउँगा
      shri ram apke charno ko, bin dhoye na par lagaunga  click here

(2) सुनो रघुनाथ तुमको पार, अब कैसे लगाउ मैं
      suno raghunath tumko par, ab kaise lagau main  click here

(1) अब केवट ये मज़दूरी ले लो गंगा से पार उतारा है
      ab kevat ye majdoori le lo, ganga se par utara hai  click here

No comments:

Post a Comment